Apna to zamane me bas itna fasana hai
Apna to zamane me bas itna fasana hai
Itna hi fasana hai bas itna fasana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Humse to koi puche wo mast najar kya hai
Humse to koi puche wo mast najar kya hai
Wo mast najar kya hai
Jine ka sahara hai marne ka bahana hai
Jine ka sahara hai marne ka bahana hai
Marne ka bahana hai
Marne ka bahana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Bhule se kabhi hamne katil na kaha unko
Bhule se kabhi hamne katil na kaha unko
Katil na kaha unko
Dil jinki adao ka khamosh nishana hai
Dil jinki adao ka khamosh nishana hai
Khamosh nishana hai
Khamosh nishana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane
Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane
Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane
Dunia ise kya jane
Najro ka churana hi najro ka milana hai
Najro ka churana hi najro ka milana hai
Najro ka milana hai
Najro ka milana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
In sokh hasino par hum or lutaye kya
In sokh hasino par hum or lutaye kya
Hum or lutaye kya
Kuch pas nahi apne ek dil ka khazana hai
Kuch pas nahi apne ek dil ka khazana hai
Ek dil ka khazana hai
Ek dil ka khazana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki
Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki
Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki
Ham ishk ke maro ki
Hum jake jaha baithe wo apna thikana hai
Hum jake jaha baithe wo apna thikana hai
Wo apna thikana hai
Wo apna thikana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai
Kuch hum bhi deewane hai
Kuch dil bhi deewana hai...
Aaj Suhani Raat |
Apna To Zamane Me |
Balam Kahaan Jaaoge |
Chana Zor Garam |
Duniya Ke Bazar Me |
Hawa Pichle Pahar |
Mehfil Me Aaj Teri |
Meri Nindon Me Tum |
Raat Rangili |
Ye Raat Aashiqana |