Hawa Pichle Pahar from Naya Andaaz Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Hawa pichle pahar jab dur sahnayi bajati hai
Mujhe ek bar fir apni mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir apni mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir

Milakar muh se muh sahil
Jab mauje gujarti hai
Milakar muh se muh sahil
Jab mauje gujarti hai
Mere sine me muddat ki
Dabi chote ubharti hai
Mere sine me muddat ki
Dabi chote ubharti hai
Mujhe ek bar fir apni mohabbat yad aati hai
Mujhe ek bar fir

Dhadkate dil me fir se
Pyar ke arman uthte hai
Dhadkate dil me fir se
Pyar ke arman uthte hai
Chale aao ke dil me saikdo
Tufan uth te hai
Chale aao ke dil me saikdo
Tufan uth te hai
Are tufan uth te hai
Are tufan uth te hai

Tumhi se pyar tumhi se karar milta hai
Tumhi se pyar tumhi se karar milta hai
Ye bat sach hai ke dil ek bar milta hai
Ye bat sach hai ke dil ek bar milta hai
Tumhi ho saz mera tumhi pe naz mera
Are mai tum pe fida najar milao jara
Are mai tum pe fida najar milao jara
Tumhari yad se dil ko khumar milta hai
Tumhari yad se dil ko khumar milta hai
Ye bat sach hai ke dil ek bar milta hai

Wafa ka apni sila hame to aaj mila
Hai ab maja hi maja raha na koi gila
Hai ab maja hi maja raha na koi gila
Hai khushnasib jise dil ka pyar milta hai
Hai khushnasib jise dil ka pyar milta hai
Ye bat sach hai ke dil ek bar milta hai...

Song Details
Movie
Naya Andaaz
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Naya Andaaz

Aaj Suhani Raat
Apna To Zamane Me
Balam Kahaan Jaaoge
Chana Zor Garam
Duniya Ke Bazar Me
Hawa Pichle Pahar
Mehfil Me Aaj Teri
Meri Nindon Me Tum
Raat Rangili
Ye Raat Aashiqana

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)