Ab yeh bata jaayen kahan kismat ke thukraye hue
Gum se ghabraye hue jine se uksaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan
Rashta anjan manjil ka pata kuchh bhi nahi
Apni rah me andhere ke siwa kuchh bhi nahi
Gum ke hai ghanghor badal dur tak hai chhaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan, yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Apne armano ka lut ta karwa dekha kiye
Aashiya jalta raha hum bejuba dekha kiye
Chand aansu rah gaye palko pe tharraye hue
Ab yeh bata jaayen kahan, yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Kya yahi dunia hai eye dunia ke rahkwale bata
Kya yahi insaf hai eye aasma wale bata
Ji rahe hai saikdo jine se sharmaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan ye bata jaye kahan
Ab yeh bata jaayen kahan
Ab yeh bata jaayen kahan ksimat ke thukraye hue
Gum se ghabraye hue jine se uksaye hue
Ab yeh bata jaayen kahan..
Ab Yeh Bata Jaayen |
Daal Kaise Gale |
Deewana Dil Gaaye |
Jaane Bhi De Chhod |
Kahe Dil Yeh Deewana |
Main Bhi Jawan |
Phool Se Gaalon Pe |
Piya Piya Piya |
Raat Rangeeli Chamke |
Tu Na Bata Humein |
Tum Na Aaye |