Jab Badal Lehraya from Chhoo Mantar Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Jab badal lehraya
Jiya jhoom jhoom ke gaaya
Jab badal lehraya
Jiya jhoom jhoom ke gaaya
Gaaya baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya

Bikhri zulfein chaal madbhari
Rang ye gora gora
Bikhri zulfein chaal madbhari
Rang ye gora gora
Badli me jaa chaand chup gaya
Dekh ke mukhda mora
Mora baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya
Jiya jhoom jhoom ke gaaya
Gaaya baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya

Tadpe armaan dil me har ghadi
Dard ho thoda thoda
Tadpe armaan dil me har ghadi
Dard ho thoda thoda
Maine ab to tujhse haay re
Pyaar ka naata joda
Joda baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya
Jiya jhoom jhoom ke gaaya
Gaaya baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya

Saiya main to teri ho gayi
Hosh bhi apna bhoola
Sainya main to teri ho gayi
Hosh bhi apna bhoola
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya
Jiya jhoom jhoom ke gaaya
Gaaya baalma
Aaja sanam teri kasam
Machalti raat hai
Jab badal lehraya..

Song Details
Movie
Chhoo Mantar
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Chhoo Mantar

Aaja Re Aaja Na Sata Re Piya
Aankh Mein Surat Teri
Gareeb Janke Hamko
Gham Nahin Kar Muskura
Gori Gori Raat Hai
Humane Jab Dil Tha Diya
Jab Badal Lehraya
Main To Banke Naino Wali
Raat Nashili Rang Rangeeli

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)