Main To Banke Naino Wali from Chhoo Mantar Movie (Omkar Prasad Nayyar)

Main To Banke Naino Wali
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasaana
Jaaye choolhe mein zamaana
Dekho dil hai yahaan beqaraar
Dil hai yahaan beqaraar
Main To Banke Naino Wali

Laakh adaayen laakh ishaare
Jo bhi dekhe jaan ko waare
Mera to aaj zamaana
Nazar na haay lagaana
Mera to aaj zamaana
Maaroongi nain kataar
Maaroongi nain kataar
Aeji chhodo ye fasaana
Jaaye choolhe mein zamaana
Dekho dil hai yahaan beqaraar
Dil hai yahaan beqaraar
Main To Banke Naino Wali

Jaan bachaana
Ab nahin mumkin
Reh gaye ab to haay das din
Koi to shaql bataao
Hamaari jaan bachaao
Koi to shaql bataao
Dil hai yahaan beqaraar
Dil hai yahaan beqaraar
Main To Banke Naino Wali
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasaana

Baat kisi ki main nahin maanoon
Sabke dil ka haal main jaanoon
Koi ho laakh deewaana
Chale na ek bahaana
Koi ho laakh deewaana
Main to badi hushiyaar
Main to badi hushiyaar
Aeji chhodo ye fasaana
Jaaye choolhe mein zamaana
Dekho dil hai yahaan beqaraar
Dil hai yahaan beqaraar
Main To Banke Naino Wali
Meri baaten hain niraali
Dekho duniya kare mose pyaar
Duniya kare mose pyaar
Aeji chhodo ye fasaana..

Song Details
Movie
Chhoo Mantar
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Jan Nisar Akhtar

Other Lyrics from Chhoo Mantar

Aaja Re Aaja Na Sata Re Piya
Aankh Mein Surat Teri
Gareeb Janke Hamko
Gham Nahin Kar Muskura
Gori Gori Raat Hai
Humane Jab Dil Tha Diya
Jab Badal Lehraya
Main To Banke Naino Wali
Raat Nashili Rang Rangeeli

Other popular Lyrics by Omkar Prasad Nayyar

Mere Lehange Mein (Basant)
Hame Koi Gham Hai (Bhagam Bhag)
Yaar Badshah Yaar Dilruba (C.I.D. 909)
Tumse Dil Kya Lagaya (Duniya Rang Rangili)
Saiyan Saiyan Chhod De (Duniya Rang Rangili)
Hai Duniya Usiki (Kashmir Ki Kali)
Sun Zaalima Pyaar Hamko (Aar Paar)
Phool Se Gaalon Pe (Baap Re Baap)
Ab Yeh Bata Jaayen (Baap Re Baap)
Maajhi Albele (Baaz)