Mere Dil Ki Galiyon Mein from Banjaran Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Mere dil ki galiyo me
Mere dil ki galiyo me kabse too aabad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Sadiyo pehle
Sadiyo pehle too hi tha, too hi sadiyo ke bad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Mere dil ki galiyo me kabse too aabad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai

Bhuli bisri yado se ik taswir banayi hai
Bhuli bisri yado se ik taswir banayi hai
Gujara huwa jamana hai lambi badi judayi hai
Dil me teree yad hai, hontho pe teree fariyad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai

Ham ik duje ke honge kab yah mere sajan hoga
Ham ik duje ke honge kab yah mere sajan hoga
Ham sau bar mile bichhade abb ki bar milan hoga
Tera mera pyar amar hai kya yeh tujhko yad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai

Todake sari diwaare iss dooniya ki rasmo ki
Todake sari diwaare iss dooniya ki rasmo ki
Jhum ke wapas aayi hai, yeh rut wapas do kasmo ki
Tut gaya gam kaa pinjara
Tut gaya gam kaa pinjara, panchhi abb aazad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai

Mere dil ki galiyo me kabse too aabad hai
Sadiyo pehle too hi tha, too hi sadiyo ke bad hai
Mujhe thoda thoda
Ho mujhe thoda thoda yad hai
Ho mujhe thoda thoda yad hai..

Song Details
Movie
Banjaran
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Western music
Singers
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Banjaran

Badli Hai Na Badlegi
Desh Badalte Hain
Mere Dil Ki Galiyon Mein
Tere Mere Pyar Ki
Teri Banjaran Rasta Dekhe
Ye Jeevan Jitni Bar Mile

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)