Tere Mere Pyar Ki from Banjaran Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi
Pas mere sab teree nishaniya hain, too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi
Woh mohabbat wahi jawaniya hain, too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi

Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi
Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi, pyar ki yeh rusvayi
Pyar ki rusvayi
Ek jan kitni pareshaniya hain too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi

Meherban hai rab bada, me agar mangu duwa
Meherban hai rab bada, me agar mangu duwa, rabse mangu aur kya
Rabse mangu aur kya
Usake pas sab meherbaniya hain too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi

Bediya hain panv me, gam ke seharayo me
Bediya hain panv me, gam ke seharayo me, dard ke inn dariyayo me
Dard ke inn dariyayo me
Aansuyo ki rat din rawaniya hain too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi
Pas mere sab teree nishaniya hain, too nahi
Too nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain, too nahi
Too nahi..

Song Details
Movie
Banjaran
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Western music
Singers
Kavita Krishnamurthy
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Banjaran

Badli Hai Na Badlegi
Desh Badalte Hain
Mere Dil Ki Galiyon Mein
Tere Mere Pyar Ki
Teri Banjaran Rasta Dekhe
Ye Jeevan Jitni Bar Mile

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)