Teri Banjaran Rasta Dekhe from Banjaran Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Teree banjaran rasta dekhe, kab aayega mere banjare
Teree banjaran rasta dekhe, kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
O too nahi aaya aa gaye sare, kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare

Dur bahut kya desh tera, pahuncha nahi sandesh mera
Dur bahut kya desh tera, pahuncha nahi sandesh mera
Sapno ke raja jaldi se aa ja, der naa kar sajan pyare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare

Aisa naa ho ki too naa aaye
Doli aur koyi le jaye
Aisa naa ho ki too naa aaye
Doli aur koyi le jaye
Tadap tadap ke taras taras ke, mai mar jau gam ke mare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Teree banjaran rasta dekhe, kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare

Sapno me sapna tod gaya too, aag sulgati chhod gaya too
Sapno me sapna tod gaya too, aag sulgati chhod gaya too
Phulo pe chalke lagta hai aise, panv ke niche hain angare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Teree banjaran rasta dekhe, kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare

O too nahi aaya aa gaye sare, kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare
Kab aayega mere banjare..

Song Details
Movie
Banjaran
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Western music
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Banjaran

Badli Hai Na Badlegi
Desh Badalte Hain
Mere Dil Ki Galiyon Mein
Tere Mere Pyar Ki
Teri Banjaran Rasta Dekhe
Ye Jeevan Jitni Bar Mile

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)