To Phir Ho Jaye from Aulad Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Dhak dhak dhak dhadke jiya pas nahi aana
Dhak dhak dhak dhadke jiya pas nahi aana
Dil ka lagana kya hai nahi jana
Jabu na wo rate na pyar bhari bate
Teri bato se dil mera ghabraye

To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
Cham chama cham chamke teri ye kan ki bali
Cham chama cham chamke teri ye kan ki bali
Aankhe nashili teri lat kali kali
Hasna ter akhilke baharo se milke
Bar bar dil ko mere tadpaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye

Jana nahi maine kya hai dunia ki rasme
Kar bhi liya tune mere dil ko apne bas me
Jana nahi maine kya hai dunia ki rasme
Kar bhi liya tune mere dil ko apne bas me
Dil na kabhi tute ye sath nah icfhute
Chain teri baho me aa jaye aa jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye

Pyar ki kasam pyar ke safar me
Tu hi tu rahegi bas meri najar me
Pyar ki kasam pyar ke safar me
Tu hi tu rahegi bas meri najar me
Teri aanhko ki kasam chhod denge hum
Jannat bhi agar hamko mil jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
Dil ka lagana kya hai nahi jana
Jabu na wo rate na pyar bhari bate
Teri bato se dil mera ghabraye

To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye
To fir ho jaye ho jaye..

Song Details
Movie
Aulad
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Aulad

Ek Maa Ka Dil
Jeevan Jyot Jale
Lo Jaa Raha Hai Koi
Raste Ka Maal Saste Mein
Tan Tan Tan
To Phir Ho Jaye

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)