Apni bahar deke saza ke kisi ka ghar
Daman me sari duniya ke kante sametkar
Lo ja raha hai, lo ja raha hai
Lo ja raha hai khakh udata huya koi
Khud apne ghar ko aag lgata huya koi
Lo ja raha hai khakh udata huya koi
Khud apne ghar ko aag lgata huya koi
Lo ja raha hai, lo ja raha hai
Kudarat se jo mili thi khushi
Vo bhi bant di
Kudarat se jo mili thi khushi
Vo bhi bant di
Kandhe pe gam ka bhojh bani
Hai ye zindagi
Insaniyat ki shan bdatha huya koi
Lo ja raha hai, lo ja raha hai
Lo ja raha hai khakh udata huya koi
Khud apne ghar ko aag lgata huya koi
Khud apni zindagi me andhera kiye huye
Khud apni zindagi me andhera kiye huye
Aankho me pani senkdo tufa liye huye
Ummid ke chirag bujhata huya koi
Lo ja raha hai, lo ja raha hai
Lo ja raha hai, lo ja raha hai..
Ek Maa Ka Dil |
Jeevan Jyot Jale |
Lo Jaa Raha Hai Koi |
Raste Ka Maal Saste Mein |
Tan Tan Tan |
To Phir Ho Jaye |