Jeevan Jyot Jale from Aulad Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal))

Hua sawera panchi jage shital pawan chale
Dal dal se kirne chalke jiwan jyot jale
Jiwan jyot jale jiwan jyot jale
Jiwan jyot jale

Bhor bhai jo man se pukare
Bhor bhai jo man se pukare
Parbhu jane uske dware
Wo ghar phule fale
Jiwan jyot jale jiwan jyot jale

Aadha pet jo khake rukha
Apne kanth ko chod ke sukha
Aadha pet jo khake rukha
Apne kanth ko chod ke sukha
Tuje ki jo pyas bujhaye
Ganga me wo bahte aaye uske pawa tale
Jiwan jyot jale jiwan jyot jale

Jiska man hi ek mandir hai
Uska ghar bhagwan ka ghar hai
Jiska man hi ek mandir hai
Uska ghar bhagwan ka ghar hai
Roz jape jo ram ki mala
Koi chinta paas na aaye
Sab dukh dard tale
Jiwan jyot jale jiwan jyot jale
Bhor bhai jo man se pukare
Parbhu jane uske dware
Wo ghar phule fale
Jiwan jyot jale jiwan jyot jale..

Song Details
Movie
Aulad
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Kavita Krishnamurthy
Lyricist
Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)

Other Lyrics from Aulad

Ek Maa Ka Dil
Jeevan Jyot Jale
Lo Jaa Raha Hai Koi
Raste Ka Maal Saste Mein
Tan Tan Tan
To Phir Ho Jaye

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Dariya Mein Phenk Do Chabi (Aas Paas)
Jeevan Sathi Saath Mein Rahna (Amrit)
Duniya Se Duniya walo Se (Baghavat)
Mere Seene Se Lag Ja (Bhrashtachar)
I Am Krishnan Iyer (Agneepath)
Zindagi Kya Hai Ik Lateefa Hai (Amrit)
Qaraar Khoya Ke Jaan (Anjaana)
Nagin Sa Roop Hai Tera (Baghavat)
Mata Kaun Pita Koun (Benaam Badsha)
Main Aaya Hoon (Amir Garib)