SMS Messages116 messages

Khamoshi ban gayi zuban ab meri, andhiyo se ladti nahi lau ab meri, tanha rehna fitrat nahi thi meri, par shayad yahi hai kismat meri.
kismat tut gayi,dil ke taar bhi tut gaye;aap bhi ruth gaye,sapne bhi tut gaye;khazaane me the sirf do aansun,jab yaad aayi teri to wo bhi lut gaye.
KISMAT NE MUJHE KAISI SAJA DI YARO DARD KI YADE FIR SE JAGA DI YARO APNI BEGUNAHI KA SABUT MAIN DETI JARUR,LEKIN USKE ANSUON NE AAG LAGA DI YARO
Kismat Ke Maaro Se Pyaar Kiya Nahi Karte,Darr Darr Ke Hum Kabhi Jiya Nahi Karte,Dil Tutne Ka Darr Unko Hoga,Jo Bichadne Ke Darr Se Pyaar Kiya Nahi Karte..
Tamanna dil ki hasrat hai,poori ho jaye to hum khush-kismat hai,na poori ho to gam na karna,adhuri rehna to tamanna ki fitrat hai.
Hathon ki lakiron mein kismat hai Milna aur bhoolna logo ki fitrat hai Bikharta to har koi hai dard mein Gam bhulana insaan ki zarurat hai..!
Aap to chand ho jise sab yad karte hain or hamari kismat to taro jaisi hai,hume yad karna to door,Log apni khawahish ke liye hamare tutne ki fariyad karte hain.
Kismat jab likhi to khuda so gaya,jisko b jaan se zyada chaha,wo juda ho gaya,dard sahe hai is dil ne itne ki,dil se dard ka ehsaas kho gaya.
Tanhai kisi ka intezar nahi karti, Kismat kabhi bewafai nahi karti, Unse dur hone ka asar hai warna, Parchai kabhi jism par waar nahi karti.
toota hai dil kuch is tarah ki, jore na jur sakega ab khai hai chot aisi ki, marham koi na rakh payega ab dein kisi ko dosh hum, ye apni aadat nahi kismat he apni aisii hai, kisi sey bhi gila nahi jaante theh mil jaaye khushian, aisi apni kismat
wo tere pyaar ka gam ek bahana tha sanam,apni kismat hi aisi thi ke dil toot gaya,ye gam na hota to koi aur gam hota,me to wo hu jise har haal me rona tha.
Kismat ne muje kaisi saja di yaro Drd ki yad firse jaga di yaro Apni begunahi k sabut me deta jarur Lekin uske ahnsu ne hi aag laga di yaru