SMS Messages14343 messages

Har baar apki salamati ki dua karenge,teri arzoo main apni hasti fanaah karenge,tum chahe daman bachalo humse lekin,Hum marte dum tak aapse wafa karenge.
ye aur baat hai kee chupchap khadhe rehte hai,magar jo log bade hai bade rehte hai,milta hai aise darveso se humara sajda,jinke kadmo main hajaro taaj pade rehte hai....
wo hamare hi samne mehfil me aakar baithe hai,hatho me hamara dil chupakar baithe hai,jab humne pucha ki kya hai in haatho me,to bahana bana diya mehandi lagaye baithe hai....
aye mere prem patra jakar sanam ko chum lena. jubaan se padhe to labo ko chum lena. najaro se padhe to palko ko chum lena. aise to faad sakti nahi.. agar faad bhi de to kadamo ko chum lena.
Kab dil teri yaad me chuur nahi hota,Kab tujse milne ko dil majbur nahi hota,Ye sach hai zindgi me Dil usi ka tut-ta hai jiska koi kasur nahi hota.
Pyar Phoolo se Ladi ek DALI Hai,Pyar Shabnam Ke Ruh ki Lali hai,Haar kar Bhi Jitata Hai wo,Pyar ki Rit hi Nirali Hai
Sub Kuch he Mere Pas Per Dil Ki Dawa nahi Door Wo Mujse H Par Me Khafa Nahi Malum H Ab B Chahti H Mujhe Wo thodi Ziddi He Magar bewfa Nahi.
Thukra k us n muje kaha k 'muskurao'May n has diya akhir sawal un ki khusi ka tha! May n to khoya jo mera kabhi nahi tha par us n khoya WHO JO SIRF US KA THA.
Ankho Me Rehne Walo Ko yad nhi karte,Dil Me rehne wale ki bat nhi krte,aap to hmari rooh me base ho,tabi hm apse milne ki fariyad nhi karte
Palko me kaid rehne do sapno ko, Unhe to haqiqat me badalna he, In aankho ki to ek hi tamanna he, Ki har waqt aapko muskurate dekhna he
KISI KI YAADON ME AANSOON BAHAA NE SE DIL KA DARD KAM NAHIN HOTA PYAR TOH APNI KISMAT ME HOTA HAI KISI KO CHAHHNE SE KOI APNA NAHIN HOTA
Maine Kal Jub Us SE Pucha Ki, Kya Dhoop Me Barish Hoti Hai? Sun Kar Wo Hasne Lagi Aur Haste-2 Rone Lagi, Aur Dhoop ME Barish Hone Lagi