Dosti dosti nahi,

Dosti dosti nahi,
Dosti dosti nahi, khuda hota hai. mehsus tab hota hai job wo judha hota hai, bena dost ke jena ek saja hota hai, aur dost aap jaisa ho to jeena ek maza hota hai
  

Jan, 24 2012     160 chars (1 sms)     957 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Tum bhulakar to dekho humein, har khushi tumse rooth jaayegi. Jab bhi sochoge doston ke bare mein, yaad khub-b-khud hamari aayegi.
DOSTO ka To aana Jana Hai, Par ye DOST AApka Purana Hai,Is DOST ko Bhula Na Dena kabhi Mere yar,Kyunki yeh DOST AApki DOSTI ka DEEWANA HAi..
Apki dosti Ki ek nazar chahiye, dil hai beghar use ek ghar chahiye, bas yuhi sath chalte raho e dost, yeh dosti hamein umar bhar chahiye..
Ek tumko hame yaad karneki fursat nahin,ek humko tumhe bhulaneki aadat nahin,tumhe bhulake jiye bhito kaise,dostonke bina jeeneki aadat nahi
Thoda socha humne, Thoda jaana humne. Mushkil se magar pehchana humne. Koi aap jaisa na tha, na hoga isliye dost aapko mana hai humne..
Dosti itni karo ki usme koi nafrat na ho Bharosa itna karo kiusme koi shaq na ho. Intezar itna karo ki usme koi waqt na ho Pyar itna karo ki usme koi had na ho.
Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge, Patjhar mein bhi bhar leke ayenge, Jab bhi pukarenge aap pyaar se, Zindgi se saansen udhar leke ayenge…
Har insan ki alag pehchan hoti hai, per hamara sms ki alag hi shaan hoti hai, har kisi ko karte nahi sms, magar jis ko karte hai us me hamari jaan hoti hai
Dost Ko Dost ka Ishara yad Reheta he Hr Dost Ko Apna Dostana Yad Reheta he Kuch pal Sachhe dost k Sath to Gujaro Wo Afsana Maut tak YaaD Reheta he
In ummido ko tutane mat dena, dil ke pyar ko kam hone mat dena.yar milenge humse bhi achche par, is yar ki jagah kisi ko lene mat dena.
0 bewafai kabul hai wafai ke liye, 0 ansu kabul hai hansi ke liye, Hum to mohtaz hai aapke pyar ke, 0 dushman kabul hai aapki dosti ke liye
Aaj dil puch baitha,Apni hi tasveer se,Tune kya paya hai apni taqder se,Aapki tasveer dil ko dikhai,Aur kaha aisa dost paya hai dunia ki bheed main.