din hua hai

din hua hai
din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     893 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana
Savera kya hua, sitaron ko bhul gaye.Suraj kya nikla,chand ko bhul gaye.Guzre kya kuch pal hamare bina,aap to hame hi bhul gaye..!!
Apki dosti ko ahsaan mante hai, ise nibhana apna iman mante hai, lekin ham vo nahi jo dosti me apni jaan de denge, kayoki dosto ko hi to ham apni jaan mante hai
Na Phool na Bahaar, Na Chain na Karar, Na Beer na Baar, Na bike na Car, Apni to Zindagi He sirf teri Dosti aur tera Pyaar.. Samje Mere Yaar
Bagh mein vo madhuvan nahi Chand me vo chandni nahin Ji karta hai har ek se dosti karlun par har dost tumhare jaise nahin
Dosto ki kamee ko pehechante hai hum, Duniya ke ghamo ko bhi jaante hai hum. Aap jaise dosto ke hi sahare, Aaj bhi has ker jeena jaante hai hum.
Beshak thoda intzar mila hamko,par duniya ka sabse haseen yaar mila hamko,Na rahi tamanna ab kisi jannat ki,teri DOSTI me vo pyar mila hamko.
Khusbu teriDOSTIki mujhe mehka jati h,teri hr bat mujhe behka jati h.Sans to bahut der leti h ane jane me,hr sans k pehle teri yaad a jati hai..
ishq to hajaro karte he Gam-e-judai se wo darte he ham nato ishq karte he na mohabbat karte hebas dosti ki ek muskan k liye sms karte he
Hasi ke raste par chala karo, khoshiyon ki MAHAK liya karo, PYAAR se DIL ko chouwa karo, JAHAN tumhe GAM nazar aaye TO AAPNE DOST ko YAAD kiya karo
Fiza mein mehekthi shaam ho tum,Pyar mein jhalaktha jaam ho tum,Tumhe dil mein chupaye phirte hain Aai dost meri zindagi ka dusra naam ho tum!
Pyaar ki kami ko pehchante he hum,Duniya ke gamo ko bhi jante he hum,ap jese DOST ka sahara he,tabhi to aaj bhi haskar jina jante he hum..!