Mana Ye Waqt Hame Yaad Karne Wala Nahi, Par Bewaqt Hame Yaad Kar Liya Karo... Mana Aapke Aas Pass Sari Duniya Hai, Kabhi Hamari Kami Ka Ehsas Bhi Kar Liya Karo...
Wo pal b kya pal raha hoga,Jab khuda aap jaisa DOST bana raha hoga,Pareshan hoga khuda b us waqt,Kyunki har koi aapko paane ke liye khuda ko mana raha hoga!