saalon baad na jaane kya sama hoga, hum me se na jaane kaun kaha hoga, phir milna hoga to milenge yaadon me, jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me
Dur ho ya pas ho hamare liye to aap hi khas ho, kahete hai dosti sabse bada rista hai, to sun le mere dost hamare liye to dosti ki paribhasha hi AAP ho.