Dost hai toh aansu ki bhi shan hoti hai, Dost na ho toh mahfil bhi shamshan hoti hai,Sara khel toh dosti ka hi hai,Warna arthi aur baaraat ek samaan hoti hai.
Pyar karnevale PARESAN ho jate he Shadi karnevale SHARABI ho jate he, Divorce denevale DEVDAS ho jate he, Ham se Dosti karnevale MSG SE MEHARBAN ho jate he
Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost.