Humari zindagi hain

Humari zindagi hain
Humari zindagi hain doston ki amanat,Rakhna mere khuda tu unko salamat,Dena unhe khushiyan tu sare jahan ki,Ban jaye tarif wo har 1 zuban ki
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     1077 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

sochte hai kya khoya kya paya? khone ka to hisab nahi, yaad raha to bas itna ki DOST tumhare jaisa paya
D- DASTAK BHI NA DEO- OR APNA BANA LES- SARI JINDEGI JO SATH DET- TAKDIR JO SAWAAR DEI- ISI RISTYE KO DOSTI KEHTE HAI
Masti aankhon me hoti hai..sharaab me nahi... Bhakti shraddha me hoti hai...shabdon me nahi.. Tu bhi jaan le mere dost... Dosti dil me hoti hai.. dikhaweme nahi...
Bahut khubsurat hai yeh sath tumhara, bana dijiye isse kismat hamari, usse aur kya chahiye duniya mai, mil gayi ho jisse dosti tumhari....
prem ki ek misal hai ye bandhan do kashtiyo ka kinara hai ye bandhan na mano to kuch b nhi mano to dhage ka atut viswas hai ye bandhan.
Dosti Se Qeemti Koi Jageer Nahi Dosti Se Khubsorat Koi Tasver Nahi Dosti To sirf Ek Kaccha Dhaga Hai Dhage Se Majboot Koi Janjer nahi.
Yaad nahi karogeto karwayenge,Ruthe hoge tomanayenge,Udas hoge tohasayenge,Mano na Mano,DOST hai aapke,Aapko Pareshankarne ka haqq nahi gawayenge.
Dil dil se juda nahi hote u hai kiese par fida nahi hote Dost se bada to Dosti ka nata hai kayki dost kabhi bewfa nahi hote.
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
Chhote se Dil k afsane bahut hai, Zindagi se zyada zakhm bahut hai, Maar dalti kab ki ye duniya. Par Dosto ki duao me Asar Bahut hai
Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai , Pukara Hai Jo Naam Tumhara , Pukarne Wala Koi Gair Nahin Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara
Ashq bahe to ahsaas hota ha, Pyar ke bina jeevan kitna udas hota hai, Umarr ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST khaha har kisi ke paas hota hai.