Dosti ke mayne

Dosti ke mayne
Dosti ke mayne hmse kya puchte ho Hum abhi in bato se anjan hai Sirf ek gujaris hai k bhul na jana hame Q ki apki dosti hi hmari jan hai
  

Jan, 23 2012     136 chars (1 sms)     2018 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Sache Dost ki ek nishani -"wo aapki aankhon me us waqt dard dekh leta hai, jab duniya aapse keh rahi hoti hai - Yaar tum MUSKURATE bahut ho
Jiske pas kuch nahi uspe duniya hasti hai,jiske pas sabkuch hai usase duniya jalti hai,hamare pas aap jaisa dost hai, jise pane ko duniya tarasti hai..
kuch log dosti ko gum samajte he jo gam samajte he wo kam samjte he is tarah waqt guzar raha he dosto k bina ye koi nahi sirf hm samajte he....
Vaise to kai Dost hai hamare, jaise asmaan me kai tare par aap Dosti K aasman K woh chand hai jiske samne fikey padte hai sare sitare
Wadon pe wo aitbaar nahi karte,hum zikr-e-dosti sare bazar nahi karte,darta hai dil unki ruswai se.Aur wo sochte h hum unko yaad nahi karte
Yu to koi tanha nahi hota, Chah kar kisi se juda nahi hota. Dosti ko kanjusi le doobti hai, Yeh jaan kar bhi aap se sms nahin hota
dil ko dil se churaya aapne door hote huve apna banaya apne kabhi bhul nahi payenge aapko dost kyunki dosti karna sikhaya hi hai aapne
Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! Kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
Jis pal ap dil se muskraoge,Apni hasi me hmari jhalk paoge,Na samjhna k sath chod denge hum,Palat kar dekhoge to har raah par hum nzar ayenge…
Kabhi badli hui takdir nazar ati hai, yado ki bas ek zanjir nazar ati hai , pade bhi to kya pade yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai
Muskil is duniya me kuch bhi nhi fir bhi log apne irade tod dete h agar sache dil se bnaya ho rishta to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai
Gadha jo khaye wo Ghas ho tum, Buddhe ka Chyawanprash ho tum, Idiot stupid bakwas ho tum, Par jo bhi ho yar, Dost Jhakaas ho tum...