Pyar itna karo

Pyar itna karo
Pyar itna karo ki koi had na ho,Bharosa itna karo k koi shaq na ho,Intezaar itna karo k koi waqt na ho,or dosti aisi karo k nafrat na ho.
  

Jan, 23 2012     137 chars (1 sms)     1560 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti Pool se kya karni, woh to murjha jata hai, Dosti karo to Kante se karo, jo chubhane baad bhi yaad aata hai
AAP HI SE DOSTI AAP HI KA INTEZAR AAP HI SE MILNE KO DIL REHETA HAI BEKARAR AAP KI YE SAADGI AAP KA YE PYAR JEEVAN BHAR NA BHUL PAYENGE IS DOSTI KO MERE YAAR
Ristone Har Kadam Pe imtihan Liya Tanhai Ne Har Mod Par Dhoka Diya Fir B Kismat Se Sikayat Nahi Qki isi Kismat Ne Aap Jaisa dost B To Diya
Dosti pyaaz ki tarha hoti hai...Jiska har parda dusre ke sath mohabbat se juda hota hai..Isko katoge to sirf aansu niklenge...-
Zindagi main kabhi kisi sy pyar mat kerna.... Chal sako to us ki manzal tak chalna.... Verna kisi yaar ki zandagi barbaad mat kerna.........
Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
Dosti dosti nahi, khuda hota hai. mehsus tab hota hai job wo judha hota hai, bena dost ke jena ek saja hota hai, aur dost aap jaisa ho to jeena ek maza hota hai
Kya mangu tumhe pane ke baad,kiska karu intzar tere ane ke baad,kyu dosto pe jaan tak luta dete hai log,malum hua tumhe dost banane ke baad
Dosti k panno se bhari kitab ho tum, rishton k phulon mai gulab ho tum, kuch log kehte hai k dost sache nhi hote, un logon k har sawaal ka jawab ho tum
Koi Pyar Kehta Hai Koi Mohabat Kehta Hai,Kuch Log Bandagi Kehte HaiMagar Jinke Saath Hum Dosti Karte Hai,Unhe Hum Apni Zindagi Kehte Hai.
Chehre pe khushi aajati hai, Aankho me suroor aajata hai, Jab tum hume apna khete ho to, apne aap pe guroor aajata hai......
Aapki kanjusi dil ko bha gayi,hame b phone k balance ki keemat samaj aa gayi,socha ab apko msg na kare,par ye kambakht dosti yaad aa gayi.