Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…
Aasman me kaali ghata chayi hai, Aaj fir gharwali se daat khayi hai, Kehti hai sudhar jao, par meri kya galti, Bajuwali aaj phir mini skirt me aayi hai...