Machar ne app ko kata woh uska junoon tha,app ne khuglaya woh app ka sukoon tha, chah kar bhi app machar ko marr na sake kiun ke uski ragon main app ka khun tha............
Zamane bher ki ruswai degai hey mujhe Itni menhat ki ye kamai de gai hey mujhe wo lafz jis se hota nahi kuch hasil wahi ik lafs BHAAII De gai hey mujhe.
Aaj phir tum nazar nahi aye.. phir tamanna ke phool murjhaye. Na jaane kin galiyon mein kho gaye tum, Hum to police station se pagal khane tak dhoond aaye.