Iss pyari si

Iss pyari si
Iss pyari si surat ka phir se didaar de, Tadap rahe hai hum ab aur na intezaar de. Awaz suna ey zalim magar, Ek missed call to maar de.
  

Jan, 23 2012     135 chars (1 sms)     934 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Subha saam aapki yaad aati hai, raat din satati hai, karne ko to karle phon aapko par customer care ki ek ladki hai jo bar bar balence low batati hai.
Kabi Shikayt na labo pe laynge.Kaha hai Dost to dosti nibhange,Koi Tumhari Burai mere samne kare,Ksam khate h ki,hm b ha me ha milaynge .
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...
Dosti hoti hai diley raaz batane k liye, hum apni hasi mitade aapko hasane k liye, milne ki to aapko fursat nahi, to hum sms karte hai aapni yaad dilane ke LIYE.
Shehar Ki Gali Mein Paan Ki Dukan, Devdas ne Dekhi Paro Ki Muskan, Devdas ne Khilaya Paro ko Paan, Khake Paan Paro Boli "Shukriya BhaiJaan"
Krishna K Kadmo Pe Kadam Badaye Chalo Ab Murli nahi Hai To Citi Bazaye Chalo Radha To Ghar Wale Dilayenge hi Mgar tab tk Gopiya Pataye Chalo
wade kisise irade kise se, anhe kise se nigahe kisi se, ab yaar tumhra bharosa hi kya, jo adhe hamare adhe kisi ke.
Zamane bher ki ruswai degai hey mujhe Itni menhat ki ye kamai de gai hey mujhe wo lafz jis se hota nahi kuch hasil wahi ik lafs BHAAII De gai hey mujhe.
mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, mere sMs ko tere inbox me panah miljaye, jo rply na kre uska mobile FANAA hojaye.
Dil k dard ko pinewale kya jane Prem ki boli ko zalim zamana kya jane Hoti hai mehnat sms banane me,yeh padhkar DELETE karnewale kya jane
Mere Ishq Ki Bowling Ne Uske Dil Ka Wicket Gira Dia Lekin Meri Taqder To Dekho! Uska Baap Umpire Tha,Meri Bowl Ko Noball Kehla Diya.
Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Gaur Farmaye Dabbay mai dabba dabay mai khargosh wah Wah Uncle ne aankh mari aunty Behosh.