Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
Zindagi aisi ho jo jineko majboor kare, Rahe aisi ho jo chalne ko majboor kare,Khushboo kabhi dosti ki kam na ho, Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare.
Dard jitna saha jaye utna hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna, Milte hain hamare jaise dost bahut kam, Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'
Dosti Se Aaj Pyar Sharmaya Hai.Teri Chahat Ne Kuch Aisa Gazab Dhaaga Hai. Khuda Se Kya Tujhe Mange. Woh To Aaj Khud Mujhse Aap Jaisa Dost Mangne Aaya Hai..