hoto pe khushi per ankhon me nami he.Mere Sell me jese apke msg ki kami he.Apke pegam ke intzar me meri sans jami he.Khafa ho hamse ya balance ki kami he.
Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya
Aaj phir tum nazar nahi aye.. phir tamanna ke phool murjhaye. Na jaane kin galiyon mein kho gaye tum, Hum to police station se pagal khane tak dhoond aaye.