Rishte kaanch k

Rishte kaanch k
Rishte kaanch k bane hote hai,Tutne par chubhte hai.Hatheli par sambhal kar rakhna inhe,Kyoki ye tutne me Pal aur Judne me barso Lete hain.
  

Jan, 23 2012     139 chars (1 sms)     1004 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Chandi ka ghoda sone ki lagam msg pdnewalo ko mera salam.Tea pepsi pinewalo kbhi pani b piya kro,fokat k msg pdnewalo kbhi rply b kiya kro.
Khuda dil ke iraade aazmata hai ,sapno ke parde aankho se hatata hai,Hausla mat haarna pyar me musafir,kyonki thoda dard hi insaan ko pyar karna sikhata he
Baithe-Baithe jindgi barbad na kijie.Jindgi milti hai kuchh kar dikhane k liye. Roke agar aasman hamare raste ko. To taiyar ho jao aasman jhukane k liye.
Kitne b dur jao, Humse chup na paoge Zindgi k har mod pe hume paoge Chahe kitne b msg delete karo Subah inbox me fir hume paoge
Jo kal tha use bhulakar to dekho jo aaj hai use jikar to dekho, aane wala pal khud hi sawar jayega, bas zindgi ko pyar se jikar to dekho . .
Zindagi me kabhi tension mat lena, bindas hoke I LOVE U kehna, agar rose ke badle sandal mile to, kehna pyaari Behna sada khush rehna..!
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai
Mushkilo Se Bhag Jana Asan hota hai,harPal Zndgi Ka imtehan Hota Hai,darne Walo ko milta Nahi Kuch Zindgi me,ladne walo k kadmo Me jahan Hota Hai.
Ye shayari likhna unka kaam nhiJinke dil ankhon me basa krte He Shayari to wo shaqs likhte hai Jo sharab se nhi,kalam se nasha krte he.
Vo saaz nahi jisme sargam nahi,vo jawani nahi jisme humdum nahi,O sapno mein khushi ko dhoonde wale,vo zindagi nahi jisme gam nahi
Agar zindagi k aise mod par jab tumhe koi faisla karna ho to apne Dil ki baat sunlena Kyu ki Dil bhalehi LEFT meho wo hamesha RIGHT hota hai
Milke bichadna dastur he zindgi ka ek yahi kissa mashhu rHe zindgi ka Bite huye pal Kabhi laut k nahi ate Yahi sabse bada kasur He zindagi ka