Ansu na hote Ankhome to Ankhe Itni khubsurat na hoti Dard na hota dilme to khusiyo ki kimat na hoti Puri hoti sab ki Murade to kisiko khuda ki Zarurt na hoti.
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......