Phool umeedon ke

Phool umeedon ke
Phool umeedon ke khil hi jayenge, Hum ek roj mil hi jaayege,Kon rokega sagar ki maujon ko,toofan uthege to kinare hil hi jayege.
  

Jan, 23 2012     128 chars (1 sms)     918 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Phul khilkar udas heSagar ko aj pani ki pyas he1bar muskura do Ram Gopal Varma ko naye BHOOT ki talash he
Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabbat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
Dil ko dukane me waqt kitna lagta hai,Asu bahane me waqt kitna lagta hai,Apko tho hamari yad aati hi nahi Warna,1 msg karne me waqt kitna lagta hai.
Bachpan k dukh bhi kitne achhe the,tab to sirf khilone tuta karte the.Wo khushiyan b na jane kaisi khushiyan thi,titli ko pakad k uchhla karte the…
Rishte kaanch k bane hote hai,Tutne par chubhte hai.Hatheli par sambhal kar rakhna inhe,Kyoki ye tutne me Pal aur Judne me barso Lete hain.
Yaha har koi 1 bahana chahta he Ek-duje k nazdik ana chahta he Berukhsi duniya ki aabo-hawa me Yaha har koi Kuchpal Dilse muskurana chahta he
Yadon ko teri hum pyar karte hain!Ye jaan bi tumpar nisaar karte hain! Fursat mile tho kuch likh bhejna,Sirf ek Aapke hi tho sms ka intzaar karte hain..
Mein tod leta agar wo GULAB hoti;Mein ban jata JAVAB agar wo SAVAL hoti;Sab ko pata hai ki mein Nasha nahi karta;Phir bhi Pi leta agar vo SARAB hoti.
Kuch khona hai kuch paana he...,Jeevan ka khel puraana he.., Jab tak ye saans chale gi...,Yaara ye to chalte JAana he..
Jaha Sir Jhuk Jaye Wahi Mandir Hai Jaha Nadi Mil Jaye Wahi Samander Ha Jivan K Safar Me Badi Jang Hai Jo Jang Jit Jaye Wo Hi Sinkandar Hai
Me Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti Me Jawab Banta Agar Wo SAWAL Hoti Sab Jante H Me Nasha Nhi Karta Fir B Pi Leta Agar Wo SHARAB Hoti
Mai Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti,Mai Jawab Banta Agar Wo SAWAL Hoti,Sab Jante H Mai Nasha Nhi Karta,Fir B Pi Leta Agar Wo SHARAB Hoti