Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
hasrat hai sirf tumhe pane ki aur koi khwahish nahi iis deewane ki shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai kya zarurat thi tumhe itna khoobsarat banane ki.......