SANTA kadhai leke bich raaste khana pakane baitha. Kadhai khali dekh k logo ne pucha “saNTAJI kya bana rahe ho?” saNTA bola, “Sabko bewakoof bana raha hoon.”
Santa k ghar ladki hui Banta:Jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge. Santa: Maine iska intezam kar liya! Banta:kya? Santa: Iska naam DiDi rakha hai!