santa to banta,yar petrol ke bhav fir bhad gaye, another rep, ha yar lakin apne ko kya farak padta hai_kpahela 100 ka bharate the aabhi 100 ka bharangay
Santa 1st time plane me baitha. plane runway pe chal raha tha, tabhi usne pilot ko thappad mara aur bola- mujhe der ho rahi hai aur tu by road jaa raha hai...
Santa Singh Ji Zebra Crossing ke Black & White Patte par Bar Bar idhar se Udhar chalte the , Woh kya soch rahe honge ? THINK ???? SALA YEH PIYANO BAJTA KYO NAHI ?