SANTA kadhai leke bich raaste khana pakane baitha. Kadhai khali dekh k logo ne pucha “saNTAJI kya bana rahe ho?” saNTA bola, “Sabko bewakoof bana raha hoon.”
saNTAr khat likh raha tha , Ek aadmi ne pucha kise likh rahe ho.SaNTA ne kaha khud ko.Aadmi ne pucha kya likha hai.SaNTA ne kaha mujhe kya pata Abhi khat mujhe mila nahi hai.