Sharmaji ki zen

Sharmaji ki zen
Sharmaji ki zen ke piche likha tha, 'Sawan ko aane do.' Pechese truck ne thok diya. Uspar likha tha, 'Aaya sawan jhum ke.'
  

Jan, 17 2012     122 chars (1 sms)     10449 views       Jokes > Hindi Jokes

more Hindi Jokes SMS Messages

Heights of laziness: Boy-Papa 1glass pani dedo. Papa-Khudlelo. Beta-Plz dedo. Papa-Ab manga to thappad dunga. Beta-Jab thapad dene aaoge to pani lete aana.
FATHER TO HIS DAUTHER"S LOVER-Main nahi chahta ke meri beti GADHE ke saath puri zidagi bitaaye. LOVER-Isiliye to me usey yaha se le jaa raha hoo."
Boy:Tum gaana bahut achcha gaate ho.Gal:Nahi, mein to sirf bathroom singer hoon.Boy:To bulaao na kabhi, mehfil jamaate hain
Ganja-Going On Road,Bird Shits On Head "Hey Bhagwan Ye Kya Hua? Bhagwan-Bacha Tu itni Dhupme Ja Raha He,Maito Sirf Sunscreen Lotion Dala he.
RABDi2LALU: Ka Karat Ho? LALU: Dost Ko Chitti Likhat Hu. RABDi: Par Tuhar Likhna To Aawe Nahi. LALU: Vo Sasura Bhi To Padna Naahi janat he....
TeacheAgar Sache Dil Se Dua Ki Jaye, To Zaroor Poori Hoti He.. Ramu- Rehne Do Teacher.. Agar Aisa Hota To Aap Aaj Zinda Na Hoti!
Teacher student se:Tere pitaji ki karde ne Student:Ji woh PWD chalaunde ne!Teacher:Tera matlab Public Works Department?Student:Na ji na,PWD matlab Pakodeyaan waali dukaan
1 Aadmi Ne Kaha Aisi Zindgi Se To Mout Achhi He Achanak Yamdoot Bola Tumhari Jan Lene Ka Hukam He Aadmi: Lo Batao Ab Insan Majak B Na Kare.
MAMU: Bhai, apne ko char mahine me Tamil sikhna padega. Kuch upay batao. MUNNA BHAI TAMIL kyun, aur char mahine ka kya chakkar hai? MAMU: Maine ek Tamil baccha adopt kiya hai, aur woh char mahine me bolne lagega.
Ek dulha ne shaadi ke time apni saas se poocha: 'aapke city me famous kya hai? enjoyement ke liye?' saas: ' bus usi se tumhari shaadi ho rahi hai ...!'
Dr.-Kal dawai PEELI thi?Patient-Nahi, wo to LAAL thiDr.(shouted)-Mera matlab KHA LEE thi?Patient-Nahi Doctor Sahab, wo to BHARI thi !
Class me bache khidki ke bahar monkey dekh rahe the. Tabhi teacher ne kaha->"Bachcho bahar bandar kyu dekh rahe ho jab me class me hu!