In a train compartment husband: Darling, mujhe to tumhari aatma se pyar hai, tumhare jism ki mujhe koi chah nahin. Main tumhari rooh ko chahta hoon, tumhara shareer to main kutton ko daal doon. Banta sitting on upper berth says: BOW BOW
Aik admi apni biwi ko dafna kay ghar ja raha tha kay achanak bijli chamki, badal garje, jor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Man: Sir, my wife is missing. Postmaster:Bhai ye post office hai, Police station me complaint dijiyee.Man: Kya karun, khushi ke maare kuch samajh Nahi aa rha