Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!
Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
Message na karke dil tod diya mera,Ab mobile dafna dena,Kafan na mile to apna rumal udha dena,Koi pooche ki rog kya tha To nazare jhuka ke apni Kanjoosi bata dena....