Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
MunnaBhai: Yaar yeh kutte poonch kyon hilate hain? Bole to dog tail shaking WHY? Circuit: Common sense Bhai! Ab poonch kutte ko to nahin hila sakti hai na.