I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, aur SNEH. SHUBH DIWALI..
Gul ne Gulshan se Gulfan bheja hai, Sitaro ne aasman se salam bheja hai,Mubarak ho aap ko Diwali ki khushi ye paigam hum ne aap ko advance mye bheja hai.
Diwali aa rahi hai me apna man kewal Puja,Archna Aarti,Shradha Bhakti,Bhawna me hi lagana chahta hu. Aapke pados me koi rahti ho to btana. Happy Diwali.
Deep jalte rahe jagmagate rahe, hum aapko - aap hame yad aate rahe, jabtak zindagi hai dua hai meri, aap phulo ki tarah muskurate rahe. Wish you a HAPPY DIWALI