Laye Khushiyon ki Bahar, Barsaye Pyar hi Pyar, Dhan Sampati se Paripurna Ho Aap, Icchayen Sabhi Poori Kare Nav Varsh ka ye Tyohar, happy diwali andHappy New Year to you!
Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka.... Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho... Happy Diwali
Gul ne Gulshan se Gulfan bheja hai, Sitaro ne aasman se salam bheja hai,Mubarak ho aap ko Diwali ki khushi ye paigam hum ne aap ko advance mye bheja hai.
Isse pahale diwali ki sham ho jae, badhaiyo ka silsila aam jae, bheed me shamil hamara bhi naam ho jae, kyo na DIWALI ka abhi se RAM RAM ho jae. Happy Diwali...