Sun glows for a day, candle for an hour, matchstick for a minute, but a wish can glow days forever, so here is my wish for glowing diwali, glowing life!!
Swarglok se samst devta, Vaikunth se Laxmi-Narayan, Kailash se Uma Shankar, Brahmalok se BRAHMA aur DHARTI se Swayam HUM aapko DIWALI ki Shubhkamanaye dete hai...
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga, Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga, Ghar pariwar samaj me banoge sartaj, Yehi kamna hai hamari aap ke liye Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
Isse pahale diwali ki sham ho jae, badhaiyo ka silsila aam jae, bheed me shamil hamara bhi naam ho jae, kyo na DIWALI ka abhi se RAM RAM ho jae. Happy Diwali...
Diwali kuch nahi hai ek nam roshni ka, kijiye kabul jara ye salam roshni ka, ghar ke aangan me jalata hu wo diya, aaya hai lekar paigam roshni ka... Happy Diwali