Ankho Me khwab

Ankho Me khwab
Ankho Me khwab utrne nahi deta Wo shakhs mujhe chain se Marne nahi deta Bichde to Ajab pyar jatata hai Khato mE Mil jaye to fir had se gujrne nahi Deta
  

Feb, 01 2012     151 chars (1 sms)     1009 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khamoshi ki wo dhimi C awaaz h,Tanhaiyo me wo ek gehara raaz h,Milte nahi h sabko aise chahne wale Aap jo mile to hume khud pr naaz he.
Mera Bas Chale To Aapki Adaye Kharid Lu Jine Ke Vaste Aapki Bate Kharid Lu Kar Sake Jo Har Waqt Didar Aapka Sab Kuch Luta Ke Wo Nigahe Kharid Lu.
rishta hum na banate,Umid na hoti to hum sapne na sajate.Yakin hai hame tumari wafa pe,bharosa na hota to DIL tumare haat na thamate
Samandar Ki Lehre Hi Rait Ki Lakiro Ko Mitta Deti Hai Hum Nahi Kehte Par Duniya Kehti Hai Hota Hai Jo Apna Preet Usi Ki Yaad Rula Deti Hai.
Hum Paas rahe ya Door Par Dil se Dil ke awaz mila sakte he Na khat na Lafz ke motaz he hum aur apke dil ko ek Hichaki se hila sakte he.
Haqiqat K Kareeb Aane K Baad Samjha Mohabbat Ko Dil Lagane K Baad,Mujhe Gam Apna Nahi Dukh Uska He Koun Chahega Use Itna Mere Jane K Baad…
sub kuh Khudda se maang liya tumko maang ker ab uthte nahin hain haath mere es dua ke baad
Yah meri talaash ka jurm hai, ya meri wafa ka kasoor hai, jo dil k jitney karib hai, Woh nazar se utne hi door hai..
Dilme dua hai Ankhome Nasha hai Baatome mazaa he Chahatme Adaa he Andaz b Juda he Are Yaar isliye to sub "pe ayan fida hai
Pyar me mitha dard mila ye bahut hai, sapno ko nayi disha mili vo bahut hai, apse pyar pura hua ya adhura baat ye nahi, pyar krne ka mauka mila vo hi bahut hai.
Pyar sacha ho to waqt ruk jata he Asman lakh ucha ho juk jata h Pyar me Duniya lakh bane Rukawat Agar Yar Sacha hoto khuda b juk jata Hai
Tum bhool kar to dekho humeinhar khushi tumse rooth jayegi,jab bhi sochoge doston ke bare mein yaad humari khud bakhud ayegi.