Meri zindagi ke is mod pe ye kaisa waqt aaya hai, zakhm is dil ka zubaan pe aaya hai, nahi rote hum kaanto ki chubhan se, aaj kisi ki yaad ne humko itna rulaaya hai......
Pehle kabhi tanha na tha yeh dil kisi ki yaad me, Phir aaj kyu yeh tera naam pukare ja raha hai. Humne to sirf basaya tha tujhe is dil me, Phir aaj kyu yeh tujhe apna banaye ja raha hai.
Hasrato Se Tamari Raah Saja Denge Sapno Ki Dolat Ham Tum Par Luta Denge Kambakht Koi Phul Nahi AAj Daman Me Lekin Tumhare AAne Par To Ham Apni Jaan Bicha Denge!