Ban k ajnabi

Ban k ajnabi
Ban k ajnabi mile the zindagi me kahi, In yadoon k lamho ko kabhi bhulaynge nahi, Agar yaad rakhna fitrat hai apki to bhulne ki aadat hame bhi nahi.
  

Feb, 01 2012     148 chars (1 sms)     1082 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har roz naya zakhm e judai n diya kr pyar krna nhi hota to mt kiya krab teri bato me sachai nhi milti ab apni mohbt ki safai n diya Kr
Ab Khawabo Me Rishtey Banata Hu,Tere Daman Ko Or Karib Pata Hu,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar,Teri Yaadon Se Apni Sanse Chalata Hu.
Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
Ankho Se Door Dil Ke Qareeb Tha Mein Us Ka Wo Mera Naseeb Tha Na Kabhi Mila Na Juda Hoa Rishta Hum Dono Ka Kitna Ajeeb Tha
Nasha jaruri hai jindagi k liye,par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye,kisi ki mast nigahon me doob jao,bada hasin samundar hai khudkushi k liye.
Gamo ko zindagi ka nam buzdilo ne diya hai,Humne to gamo ka samna khusi se kiya hai,Marte waqt b in hoto se hasi na jayegi,Ye vada humne zindgi se kiya hai.
"Dua" Hai Aap Hamesha Muskurana.! Aankho Me Kabhi Nami Na Lana.! Zindagi Ki Raho Me Kuch Kaante Biche Honge.! Hum Haath Rakh Denge Aap Nikal Jana..!!!!--
Dil se Dil ke beech koshish se pool banaya na jaye Pyar ko jod-tod ki koshishon se ubhara na karo,Shabnami hawa hai, Diwanon ki basti hai,yeh Pyar hota hai khamosh, yeh shor dobara na karo.
Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte.
Ankh Me nasa Diya Karte Hai Hum,Sabki Ninde Chura Liya Krte Hai Hum,Ab Se Jb-Jb Palke Jhapke Apki, Samjh Lena Tb-Tb Yaad Kiya Krte Hai Hum.
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, aap karib ho to apnapan hai, warna seene me saanse bhi parai si lagti hai
Hum tanhaa hue to kya hua; teri yaad se dil behlaayenge tere mehboob nahi to kya hua tere aashiq zarur kehlaayenge