Hum pyr naHi

Hum pyr naHi
Hum pyr naHi teri nafrat cHahte Hebas tuje bHul ne ka 1 avasar cHaHte He tuje pana meri cHaHat tHi teri yad bHi na aaye aisa din cHaHte He
  

Jan, 31 2012     138 chars (1 sms)     1850 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Log Pyar Ko Khuda Kehte HePar Koi Kare To Gunah Kehte HeKahawat He"Pathar Dil Roya Nahi Karte"To phir Pahado Se Hi Jharne Q Behte hai ??
Tum milo na milo milne ka gam nahi, Tum pas se nikal jao milne se kam nahi, Mana ke tumhe humari kadar nahi, Magar unse pooch jinhe hum hassil nahi….
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Pyar ka naam maine suna hai magar Pyar kya hai yeh mujhe nahi hai khabar Par jana hai mujhe pyar ke us nagar Sang leke ek Pyra humsafar.
Baho me lelo mujhko ki tanha hu main,dhadkan me basalo mujhko ki tanha hu main.tum nahi to jahan me kuch hi nahi,mujh me samaa jao k tanha hu main.
Hasrato se hum aapki rah saja denge, sapno ki daulat hum aap par luta denge,koi phul nahi aaj daman pe lekin,aapke aane par hum palke bicha denge.
Na Mila Dilka Qadrdan Is Zmane Me,Ye Rista Tut Gya Dekhne Dikha Ne Me,Sochte He KE Ham 1 Roz Shmaa Se Puche Maza Kisme He Jalne Me Ya Jalaane me.
Toot jaate hain sabhi rishte magar, dil se dil ka rishta apni jagah, dil ko hai tujhse na milne ka yakeen, tujhse milne ki dua apni jagah!
Duriyo Ki Na Parwah Kiya-Kijiye; Dil-Jab Bhi Pukare Bula-Lijiye; Hum-Door Zada Nahi Aapse, Bus Apni Ankho Ko Palko Se Mila Lijiye…
Unhe ye shikayat hai humse ki Hum har kisi ko dekh kar muskurate hai Nasamajh hai wo kya jaane Hamein to har chehre mein wahi nazar ate hai
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
Tamanna ye nahi ki,,,Kisi ka 7 janmo tak sath rahe,,,Tamanna ye hai ki is janam me itna pyar mile,,, Ke agle 100 janam tak PYAAS hi na rahe.