Yeh dua hai

Yeh dua hai
Yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye, har nazar me bus pyar nazar aye, tumhe jiski talash hai Dost, khuda kare wo khud tumhari talash me aye....:
  

Feb, 01 2012     147 chars (1 sms)     1085 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kitna Bebas He Insan Kismat K Aage Har Sapna Tut JataHe Haqikat K Aage Jisne Kabi Zukna Na Sikha Duniya Me Wo Bhi Zuk JataHe Chahat K Aage.
Jhuth Se Sach Ko Pakad Sko To Paas Aao Hamare Sawalo Ka Jawab De Sako To Paas Aao Paoge Gum Pyar Ki Raah MeIs Raah Se Guzar Sako To Paas Aao
Uspaar Hi Sahi Kinara Hai Timtimata Hi Sahi Sitara Toh Hai Ho Jaati Hai Apki Yaad Se Hi Tasalli Door Hi Sahi Koi HAMARA to hai..
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
Itna hi Yad Rkhna MujeJaise Kisi Kitab me Bite Dino k Dost ka1 Khat Pra hua MileLafz Mite-2 SahiRang Ura Ura sa ho Lekin wo Ajnabi na ho
A khuda mujhpar 1ehsan krde, Unke Dil k pure sab arman krde, Unki khushi k liye agar kisi ki Zindgi chahiye to der na kar mujhe bejaan karde.
Jb B tere Bin Rat Hoti H Tnhai Se Bat Hoti h Koi Pucta H Jb Sawal Mujse Tere Nam Se hi to suruvat Hoti Hai
Kisi 1 se Kro pyar itna ki Auro Se Pyar krne ki Gunjaish n Rahe Wo Muskura De Apko Dekhkar 1 Baar To Zindaji Se Phir Koi Khwahish na Rahe
Is Dil me aa saka na koi Is dil ko chura na saka koi Kasoor is main kisi ka nahi Aap jesi jagha is Dil main bana saka na koi.
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi, har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi, maut to sachai hai aani hai, lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
Na aae lab pe to kagaz pe likh diya jae.kisi khayal ko maus Q kiya jae.kisi pe mitne mitane se faeda kya hai.maza to jab hai kisi k liye jiya jae.
Dil K Dard Ko Pinewale Kya Jane, Prem Ki Boli Ko Zalim Zamana Kya Jane, Hoti Hai Mehnat sMs Banane Me Ye Padhkar Delete Karnewale Kya Jane