Kisi k vaade

Kisi k vaade
Kisi k vaade par zindgi tabah kar baithe,diwangi me ye kaisa gunah kar baithe,ek chand ki aarzu k liye,apni haseen raaton ko fanaa kar baithe.
  

Jan, 28 2012     142 chars (1 sms)     1347 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar…. Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar….
Nigaho me aur koi pyaar ke kabil na raha,is kinare ka aur koi sahil na raha,chand jaisa yaar mila hume zameen par,asman ka chand bhi ab didar ke kabil na raha
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye.. Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai reh jaati hai keval aankho mei nami aur yaadein dilon ko tadpaati hain
Aap to chand ho jise sab yad krte he or hamari kismat to taro jaisi he hume yad karna to dur, khwahish k liye tutne ki faryad krte hai.
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Chupkese chand ki roshni apko chu jaye.. Dherese hawa kuch keh jaye.. Dilse jinhe chahte ho unhe manglo khudase.. Hum dua karenge Kubul ho jaye
Aankhon ki zubaan woh samajh nahin pate, hothon se hum bhi kuchh kek nahin paate, apni bebasi hum kis tarah kahein, koi hai jiske bina hum reh nahin paate.
Tumhari ankhon me jo nami si chai hai, Ye mere door hone ki gawahi hai, Yaad itna na kiya kar mujhe, Hichki le le ke meri jan pe ban aai hai
Sirf Itna Kehna Hai Pyar H Tumse Jazbato ki Koi Numaish nahi ki Humne Pyar k badle sirf Pyar manga H Humne Rishte ki to Koi Guzaish NAHI ki hamne
Trasta he dil teri awaz k liye,mohabt bhare chand alfaz k liye,Krdo hme fana apni is adase,Tadapte he hm teri is saza k liye
Hoti Nahi Mohabbat Surat Se...Mohabbat To Dil Se Hoti Hai...Surat Unki Khud Achi Lagne Lagti Hai...Qadar Jinki Dil Se Hoti Hai...