Gam Bade Aate

Gam Bade Aate
Gam Bade Aate Hain..Katil Ki Nighaahon Ki Tarah, Tum Chupa Lo Mujhe Ae Dost Mujhe Gunaahon Ki Tarah
  

Jan, 31 2012     99 chars (1 sms)     1029 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aapki muskan kbhi hoto se na chhute,duniya me aapse koi na ruthe,meharban ho khuda aap pe itna ,ki aasman ke tare bhi aap ki marji se tute..
Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan!
Rone se ghame dil ka guzara nahi hota, Har shaks dil ka sahara nahi hota. Us roz lagta hai bekaar jiye hum, Jis roz kabhi zikr tumahara nahi hota.
jhuki nazaro se ikrar mat karna, nazre utha kar inkar mat karna, rat bhar tarste ho kisi ki yadon me, dusron ko kahate ho kisi se pyar mat karna?
Hoto Ne aaj tak Jiska Zikr Na Kiya Ho,Aankhen Unko Paigam Deti Hai,Duniya Se Unko Chupaye be to Kaise,Har Dhadkan Jo us mehbuba ka Naam Leti Hai.
Bina dard ke ansu bahaye nahi jate, Bina pyar ke rishte nibhaye nahi jate, E dost 1 baat yaad rakhna bina DIL diye DIL paye bhi nahi jate.
Wakt Nay Sari Kahani hi Badal Dali.. Pyar Ka Naam Jo Aata Hai to Dar Lagta Hai.. Zakham kuch aise bhi apno NE diye hai mujhko.. AB koi haath milata hai to Dar lagta hai.....
Taraste the jo milne ko kabhi,Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain!Hum bhi wahi dil bhi wahi,Na jane kyon log badal jate hai !!!
Har raat ek dhun gungunati haiHar ful se mahak jarur aati hai Apke maan mein khayal tak naho Par hame har waqkt aap ki yaad aati hai.
Wo Ehsas Hai Jo Mit Ta Nahi. Pyar Wo Parwat Hai Jo Jhukta Nahi. Pyar Ki Kimat Kya Hai Humse Pucho. Pyar Wo Anmol Hira Hai Jo Bikta Nahi.
rone se gam-e dil ka guzara nai hota, har shaks dil ka sahara nai hota. uss roz lagta hai bekar jiye hum, jis roz zikar tumhara nai hota
Nazar se dur rehne walo ne mujhe dil se b dur kar dia,kabhi wada kiya tha mujhe hamesha hasane ka,aaj uski yadone rone k liye majbur kr diya