ZINDAGI KE DARIYA

ZINDAGI KE DARIYA
ZINDAGI KE DARIYA ME MAUJO KO SAHIL NAHIN MILTA, MANJIL KA PATA HAMEN SAARE MANZIL NAHIN MILTA, AUR KIS SE PYAAR KARE HUM, KOI IS KAABIL NAHI MILTA, PATHAR TO BAHUT MILTE HAI, MAGAR KOI DIL NAHI MILTA
  

Feb, 01 2012     200 chars (2 sms)     1116 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KABHAI YAADE TO KABHI JAZBAAT DAFN KIYA KARTE HAI KABHI AASU TO KABHI DARD PIYA KARTE HAI MALUM HAI KI NA AYENGE WO KABHI HUM FIRBHI UNKA INTEZAR KIYA KRTE HAI
Har Aahat Ehsaas Hamara DilayegiHar Hawa Kissa Hamara SunaegiHum Itni Yadein Bhar Denge Aapke Dil MeinNa Chahte Hue Bhi Aapko Yaad Hamari Aayegi..
EK DIN AAP HUMI KO CHAHENGE DEKH LENA HUM KHUDA SE AAPKO MAANG LAAYENGE DEKH LENA SHAYED AAPKO HUMAARI MOHABBAT KA EHSAAS NAHI AAPSE HI ISKA EHSAAS KARVAYNGE DEKH LENA
Yeh meri talash ka jurm hai ya meri wafa ka kasoor jo dil k jitne kareeb hai wo nazro se utna hi dur hai.
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q Itna?Koi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi?
Yeh dil pyaar ke kabil na rah, Koi bhi izhaar ke kabil na raha, Is dil mein bas gai dosti aapki, Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.
Har Baar Hosla Karte Hain , Phir Khud Hii Tut Jate Hain Iss Dil Ko Khud Hii Samjha Kar , Iss Dil Se Har Jate Hain
hame maut ka intezar na hota gar jindagi hamne payi na hoti,ham kisi ko ho jate gar wo is dil main ayi na hoti
Raat B Gehri Thi Hum Dar B Sakte The Hum Jo Kehte The Kar B Sakte The Who Jo Bichhda To Ye B Nahi Socha Hum To Pagal The Mar B Sakte The
Hume pata nahi dil ki manzil kahan hai,Humto unke peeche chalte rahenge,safar khatam kar denge wahi par,Jahan tak unke kadam le chalenge.........
Husn Or Mohbat dost the,1raat mohbt ne chand ki tarif kardi.Husn ne jalan k mare mohbat ki ankhe noch li,bus us din se mohbat "ANDHI" ho gai or husn "ZALIM"..
Yaar Ek Baar Aake Muskara Do Tum Jaha Ho Ek Pagam Bhizwa Do Raha Dekhtii Hain Yeh Aakhe Ek Baar Aapne Pyaari Awaz Sunaa Do