Likhne se pehele

Likhne se pehele
Likhne se pehele salam karte hai, darde dil se paigam karte hai , ye mat samazana k bhvvl gaye hai, hum yad tumhe subah sham karte hai.
  

Feb, 01 2012     135 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Intzar rehta hE hAr saam tera,yade katati hE le le kAr nam tera,muddat se baithe hE ye aas pale,ki aaj ayega koi paigam tera.
Dard me koi mausam pyara nahin hota, dil ho pyasa to pani se gujara nahin hota, dekhe zara koi bebsi hamari,hum unke ho gaye jo hamara nahin hota
Mere Aaneki Aahat pe shayad shama jalayi hogi Kabhi Judai ke Gamse Aankhe bhar aayi hogi Fikar na kar meri jaan Us rabne milneki koi na koi sham to banayi hogi
HUM DARD BHARE IS SAGAR MAIN, TINKE KI TARAH BEH JAYENGE, BEHTE HAMEIN WOH DEKHNGE, JO LOG YAHAN REH JAYENGE.....
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake, diwane dil pe kabu hum pa na sake, aaj itne karib se gujar gaye wo, phir bhi unka hath hum tham na sake
Aankho se dur tumhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yad aaye,kash wo sare din wapas laut aaye
Mai Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon,Jaage Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon,Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le,Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Hoto Ne aaj tak Jiska Zikr Na Kiya Ho,Aankhen Unko Paigam Deti Hai,Duniya Se Unko Chupaye be to Kaise,Har Dhadkan Jo us mehbuba ka Naam Leti Hai.
Tumhe dil main basaye rakhta hoon Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon Tumhe meri nazar na lag jaye Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
Yaado se judke yaad aate ho aap,yaad akar yaadgar ban jate ho aap,yaado hi yaadome sama jate ho aap,kyu yaadko bhi yaad bana jate ho aap…
Dil Ke Waadi Mein Dhadkano Per Ikhtiyaar Nahi Hotaa Ishq Wo Jalwa Hai Jo Pardaa Nasheen Nahi Hotaa..
Bin Tere Sajni Guzara Nahi Hoga,Koi Itna Dunia Me Pyara Nahi Hoga.Dilo K Saudagr Milne K Liye Betaab Hai,Magar Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.