Har baar dil s

Har baar dil s
Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen naam aaye
  

Jan, 31 2012     139 chars (1 sms)     963 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai,Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai,Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke,Yu Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Hume pata nhi dil ki manzil kahan he,Humto unke peeche chalte rahenge,safar khatam kar denge wahi par,Jahan tak unke kadam le chalenge
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai, Dil kholkar jeete raho to hum khush hai, yeh nahi kehte ki roj milo, bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
kuda na kare k kisi ka DiL toote aur wo dard se karhane lage,chand me daag isliye hua k Shayad zamin ka koi aashiq use chahne na lage.
Rulana har kisiko ata hai,Hasana kisi kisi ko ata hai,Rulake jo mana le wo sacha yar hai,Aur jo rula ke khud roye wo hi sachaa pyar hai
Ashkon Ki Nadi Mein Beheh Jaane Do, Kaanton Par Mujhe Soane Do, Duniyawale Mujhe Mere Haal Pe Choor Do, Mera Dil Unka Deewana Hai.
Bana bana k tamanna mitai jati hai,Tarah tarah se wafaye azmai jati hai,Unko humse mohabbt nai 2 phir Q juka juka k nazre milai jati hai ?
Q har waqt yad ati hai tumhari,rato ki nind bhi churali hamari,ab yahi khayal rehta hai subah sham ki,jane kab mulaqat hogi hamari tumhari.
Jab bolte hai to kehte ho ki bohot bolte ho Jab chup rehte ho to kehte ho ki naraz ho? Dil ki baat akhir kaise bataen Batate hain toh kehte ho mazak kar rahe ho?
MERE TOOTE HUE DIL KO, SAHARA KON DEGA MERI TOOFAAN ME KASHTI, KINARA KON DEGA YEH KESE MOR PE LAAI HA MUJKO ZINDIGANI ADHOORI SEE LIKHI GYEE HA KYUN MERI KAHANI HA AB KIS RAAH PE CHALNA ISHARA KON DEGA
HUM CHUP HEIN K KOI KHAFA NA HO JAE,BHULAY SE HUM SE KOI KHATA NA HO JAE,BARY MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,DAR LAGTA HAI KAHIN WO HUM SE JUDA NA HO JAE ....
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili Laga Tumhari Ek Aahat Si Mili Jaake Dekha Jb Dar Pe 2 Phir Wahi Kafir Hawa Mili.